Apsara Sadhana


Apsara Sadhana
Namaskar dosto mera naam Mradul Kumar Rishi h aaj m aap logo ko btaaunga kuch asi siddhiyo k bare me jinhe hr insaan siddh kr sakta h... parantu us siddhi k liye saadhak k andar atut shraddha or atut sankalp hona bahout jaruri hai...
Apsara Sadhana
Ye saadhna apsara ko wash me karne k liye ki jaati h... Yadi coi saadhak is saadhna ko siddh kr le to saadhak apsara ko apne wash me kr sakta h tatha apsara saadhak ki hr itchaa ko puri krti h...
Apsara Saadhna ko siddh krne ka tarika
sabse pahle aap ye jaan le ki is saadhna ko karne k liye sabse pahle to aapko shuddhta ka dhyaan rakhna hoga or 7 Dino k liye brhmchr ka paalan krna hoga ...
kisi b shaant jaga p ek kamre me yellow ya pink colour ka bulb ya coi light lagaye... or kamre k andar faaltu ka saaman na ho... coi b attcha sa din dekh kr kamre ki attche se safai krke ganga jal se suddhi krle (ganga jal chidak le) uske baad saatri 10:30 ek gulabi rang ka aasn, ek ispitick ya rudeaksh ki maala, ek gulaab k phulo ki maala,or gulaab ka itar (perfume) ye sb samagri lakr rakhlen ab apna mukh purv disha ki or krke zamin p aasan bichaakar beth jaaye ab apne saamne ek lal rang ka kapda bichaakr uspe gulaab ki maala rkhlen or yaad rahe aapke wastr b peele ya gulabi rang k hone bhot jaruary h.... ab apne wastro p or pure kamre me gulaab ka itr chidak le or apne guru ka naam lekr aasan p beth jaaye or niche diye gaye mantra ka jaap kare....
Om Aurwashi apsaraye aagatchaa gatch swaaha
Prati din 108 maala ka jap krna h... Jaap shuru hone k baad aapko tb tk nahi uthna h jb tk jaap pure nahi hote jaap krte samye ho sakta h k aapko neend aaye, ya aapko pyaas lage, magar kisi b haalat me aapko jaap nahi chordne h yadi jaap pure hone se pahle aapne jaap rook diye to aapki saadhna khandit ho jaayegi or khandit hone k baad aap us saadhna ko kabhi siddh nahi kr payange... aapko rooj 108 maalao ka jaap karn h .. saadhna k 5 din pure hone k baad aapko mehsus hone lagega k aapke alava coi or b kamre me majud hai... parantu jap kaal k samye aap bhaybheet na ho.. Or ho sakta h k aapki saadha khandit krne k liye apsaraye aapko kuch aise drashya dikhaayengi jo ki bhot hi bhayanak ho sakte h or yadi aapne nidarta se apne jaap pure kr liye to saatve din aapko jap kaal k smaye aapko chamali k phoolo ki khushbu or, Halki halki payal ki awaaj aayegi or kuchi hi palo baad ek bahout hi khubsurat attiyadhik sundar 16 ya 17 saal ki ummar ki ladki aapke samne aayegi wo aapse puche gi ki aap mujhe kis rup me sweekarna chaahte h....Patni rup me ya mitr k rup me.... tb aapko use apni ittcha btakr uske gale me gulaab ki maala dalde.... uske baad aap usse man chaahi ittcha puri kra sakte h.......

Comments

Post a Comment

Tratak saadhana

त्राटक कि शक्ति