Traatak Saadhna8


Traatak Saadhna Namaskar Mittro, Main Mradul Kumar Rishi aap sabhi logo ka Swaagat krta hu.... Dosto aaj hum baat krange TRAATAK SAADHNA k bare me Dosto yadi coi saadhak Is traatak siddhi ko siddh krle to Sambhav h k wo vyakti apne Bhavishya me hone waali ghatnaa ko pahle hi bhaap sakta h.... ji haa shyad aapko meri is baat p viswaas na ho parantu ye Sattya h.... or ye coi Chamatkar nahi h balki ek Viggyaan h.....
TRAATAK SAADHNA VIDHI.. Traatak krne se humaare dimaak ki wo shakti sakriya hojaati h jiske maadhyam se hm apne bhavishya ka anuman laga sakte h... Traatak shuru krne se pahle aapko apne liye ek Guru Chunna hoga wo coi santh b ho sakta h or bhagwaan ka coi rup bhi.... Ab aapko ek aisi jaga chunni h jaba shaanti ho or kisi b diwaar p ek kaale rang ka gola banale or wo gola jamin se 3 Fit ki uchaai p hona chaahiye or diwaar se 3 fit ki duri pr hi ek aasan bichaakr beth jaaye apne guru ka dhyaan krte hue prarthana kre k he guru de me jo siddhi krne jaaraha hu usme meri saahayeta kare...or saadhna kaal me meri raksha kare .... Or palke jhapkaaye bina taktaki lagakr us Kaale ghere ko dekhte rahe..... us bindu ko nihaare apna pura Focus us bindu p hi lagaye rakhe kuch der baad yadi aapki aankho me paani aane lage to àankhe band karle..... roj aana isi prakriya ko dohraaye jb aapki shamta itni badh jaaye k aap bina palke jhapkaaye 5 6 minut tk traatak kr sakte h to bindu ki jaga coi deepak ya mom batti rakhle pr yaad rahe k saadhna k samaye deepak ki lo hile nahi .... yaani isthir rahni chaahiye..... Baaki ki kriya hm baad me btayenga.........

Comments

Tratak saadhana

Apsara Sadhana

त्राटक कि शक्ति